Milgayi Uss dhai akshar me sansaar hai Sansaar ka sampurn gyaan Ussi se pedh khud dhoop me sadkar bhi hume deta Chaav Aur pawan Lakar darwazon pr rkhta Pattiyo ka lamba sa paanv Saloni si uss gudiya ke kesh bhi pyaar se Sawarein hain jaate, jisse khelne wali khud hai nanhi si gudiya Aur khoob prem hai unn panchiyo me bhi Jinhe pinjre ya kahi bhi alag nhi kiya jata.