Nojoto: Largest Storytelling Platform

White Akele tanha baithna kabhi apne saath, Kabhi

White Akele tanha baithna kabhi apne saath,
Kabhi sayed hojaye tumhe bhi...
Apne kiye gaye galtiyoka ehsaas.
Kiya jo tumne nainsaafi kisi bekasoorke saath,
Sayed ajaye tumhe bhule bisre apne zameerki yaad.
Jis shaqsko humne socha tha...
 Ek achcha aur sachcha insaan,
Sikha gaya wohi humko ke... 
Kalyugme kaise hote hai matlabi insaan.
Apne aur apnoki khusike liye jo annayko bhi panah de...
Sayed aisehi hote hai iss yugme matlabi insaan.
Humeh to ab kaha jata hai ke humari koi yogyata nehi hai..
Hasi aati hai ab yeh baatein sunke,
Kyunke sochte hai ke 6 - 7 saalonse..
Humeh sayed mudikhaike liyehi tankhwa mile the.
Issiliye ab bas do tin saalome hum yogya nehi rahe,
Kyunke bekar bhi to kuch logoke...
Matlabke liye hi banaye gaye they.
Chalo ab zameer bechne waloko
 Jhutse jab hoti hai mohabbat to...
Kya hi kahe ab hu...
Murda dil aur zameer rakhnewaloko.
Azeez ab hai unke jhut aur annay karnewale,
Tamasha banaya humeh apna kehnewale.

©NR (Dilki baatein shabdonme...)
  #monabi