#ho n tum udaas chahe din ho ya raat #dekho tum jitne khwab ho pure saath hi saath #prince tum mat karna binmousam aankho ki barsaat aur #Rohit tum mat ladna mujhse is janmdin ke baad naye saal ki khusiya kar rahi tum dono ka intezaar ab jyada wait mat kara unhe baj chuke hai barah , ho chuka hai suprabhat meri kavita padhkar tum hansna mat baarmbaar, nahin to marungi das baar aur ginungi ek baar kar le ise prem se swikar nahin to samjhungi ki tune bhawnao ko diya dhikkaar kosish karna bhi mat ladne ki kyuki aaj hai budhwaar #are pagal janmdin hai tum dono ka, kam se kam itna to rakhle yaad kha liyo mithai mari taraf se bhi do chaar, par bhul n jaiyo rakhna apni sehat ka khyal mna le apna birthday dhum dhadake ke saath, par bhul n jana hame bhaiyo hum didi hai tumhare khasamkhas , kam se kam itna to rakhna yaad, n samjho humko mamta didi,bhul jaao ladai jhagde ki baat to main maan leti hu tum n rakhoge takraar n loge pratikar tum dono bhi sher ho , sayri nahin, jo karta jangal me raaj ek left to duja right hand hai , mare do do bodyguard par hum bhi tumhare boss hai, kab samjhoge tum ye baat fir bhi tum ho khas hamaare, heero ka jaise haar tumhe lagta ho sayad kar rahi hu main istehar par maine to bheja hai bhaiyo janmdiwas ka pyar badi dili tammna thi, bheju tumhe kuchh behad hi khas, to socha kavita hi bheju aaj tumhare paas hansna mat par padhna jarur ,badi khaas hai ye sougaat tohfa mera kimti to nahin par bhawnao ka hai isme saar sochti hu gar pasand aayi to, tum rakhoge ise sambhal mere pyare bhaiyo tum jiyo hazaaro saal, bulandiya tere kadam chume ye saare armaan hai mere, bhul kar bhi n samjhna inhe majaak janmdin ki hardik subhkaamnaye tum dono ko hazaar baar chal aaj ke liye itna hi , fir milti hu teri janmdin par agli baar suprabhaat bhaiyo ©✍️verma priya #Nojoto Hindi Poem #happybirthday my dear brothers pooja negi# 🇦 🇳 🇰 🇮 🇹 🇮🇳 🇲OTIVATIO🇳0️⃣6️⃣ 🎧❣#BM27❣🎧 Maheswari Dubey रोहित तिवारी । #bhai #night