Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kuch bura toh kuch acha Waqt bhi dekha hoo, Samay

Kuch bura toh kuch acha 
Waqt bhi dekha hoo,
Samay aane par sath chodne wale aur 
haath pakadne wale bhi dekha hoo,
Kadakti dhup me akela Chala hoo,
Har halat ko seh kar gaya Hoo,
Banjar si zameen me apna 
Aashiyaan khud banaya hoo,
Ab koi shikva ya gila nahi hai zindagi se,
Jo hassil karna tha wo kar liya hoo,
Kisiki Rehamat se Nahi
Apne jeevan ka har ek panna khud ki Mehanat se likha hoo...
                         -- Dedicated to                         
                            Everyone who has achieved 
                            what they want in their life Panne
Kuch bura toh kuch acha 
Waqt bhi dekha hoo,
Samay aane par sath chodne wale aur 
haath pakadne wale bhi dekha hoo,
Kadakti dhup me akela Chala hoo,
Har halat ko seh kar gaya Hoo,
Banjar si zameen me apna 
Aashiyaan khud banaya hoo,
Ab koi shikva ya gila nahi hai zindagi se,
Jo hassil karna tha wo kar liya hoo,
Kisiki Rehamat se Nahi
Apne jeevan ka har ek panna khud ki Mehanat se likha hoo...
                         -- Dedicated to                         
                            Everyone who has achieved 
                            what they want in their life Panne