Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tumne karib aakr badan to chu liya... Ruh ko meri

Tumne karib aakr badan to chu liya...
Ruh ko meri tum naa chu paaye...
Meri jawani ka fyada to utha liya...
Iss jawani se tum pyaar na kr paaye...
Jism ki aisi bhi kya bhuk thi...
Ki masuum se dil ko na samaj paaye...
Khokla banakr khud ka dil bhar liya...
Thodi bhi insaaniyat tum na dikha paaye...
                                              -rup #khokla #hewaniyat
Tumne karib aakr badan to chu liya...
Ruh ko meri tum naa chu paaye...
Meri jawani ka fyada to utha liya...
Iss jawani se tum pyaar na kr paaye...
Jism ki aisi bhi kya bhuk thi...
Ki masuum se dil ko na samaj paaye...
Khokla banakr khud ka dil bhar liya...
Thodi bhi insaaniyat tum na dikha paaye...
                                              -rup #khokla #hewaniyat