Munrazir hun mai tumhara,⌛ Is Baar tum us raqib se ijaazat mang kar ana.......🧡 Bhuutt si Guftghoo krni h, Kuch naye, Kuch purani💫 Shikwa bhi,🙁 Shikayat bhi,🥺 bhUtt se Qisse bhi,📖 Qisse, tumse milne ke✨, Qisse, tumse Mohhbat krne ke....♥️, Qisse, tumse juda hone ke😔, Qisse, tumse sukoon Talab krne ki..🤞, Qisse, tumhare muskurane ke😊, Qisse, tumhare Rone ke🤍, Qisse, tumhare pyari Narazgi ke🤭, To Qisse, tumhare Rumani baaton ke✨, Qisse, tumse judi har baar ke..🤝 Anaa jroor Se anaaa....🤞 Thodaa jldi Aana..... Jaise phli Dafa mil Rhein ho wese anaa 🤍 ©karOn boy #waiting