Log humse puchte hai kya ho gaya ishq ho gaya ya ishq kafa ho gaya 2 hume kahna sirf itna hi aya chodo jaane do q puchte ho kya ho gaya kya 2 humne shuru kya kiya likhna log samjhte hume ishq ka bukhar ho gaya aisa kuch nahi, kuch bhi nahi hai hum mast hai khud main log kahte hai ise ishq ka Nasha ho gaya write Nikhil Masih ishq ka bhukar