Nojoto: Largest Storytelling Platform

Uski nigahen jaise pyale ho jaam ke; Duba jo unme

Uski nigahen jaise pyale ho jaam ke;
Duba jo unme koi jaata hai jaan se;
Julfein thi jaise kishi shikari ka jaal ho;
Faste huye parinde sa humara haal ho;
Chalti thi jab wo lagta tha bahaar aai hai;
Har wor pyaar ki khushbu si chaayi hai;
Wo jaise koi apsara ho aakash ki;
Pahli barish si thi wo saavan ke maash ki;
Wo jaise Mir aur Ghalib ki gazlon ka saar ho;
Jiska barshon se hume intezaar ho.

©Prabhakar Kumar #loveshayari 
#Shayari #nazm #hindi_shayari #hindi_poetry #shewasbeautiful #herbeauty