Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kuch adhuri kahani hai Jiski na koi nishani hai k

 Kuch adhuri kahani hai 
Jiski na koi nishani hai
khwabo me aaye mere pita jinki baat hi suhaani hai har pal jinka vishvaas samaya aise hi lavjo me unki antaraatma ko paya 
Aapke didar ko tarastae hai jinndgi ka har pal uhi jite hai sochtae hue ki koi na koi rup to mere pita muje najar aayengae ankho se anshru nikaltae hai ki mere pita auro jaise kash mere pass hote vo pal vo lamha mere liye kitna amulya hota kitna khaas hota jivan ka har pal dukhi hote hue bhi muskrate hue nikalti hu is baat ko yaad bhi rakhti hu jo pal gaya vo fir nahi aayega aur un amulya yaado ko sanjoti hu jo mene mere pita ke saath bitai vo pal yaadgaar raengae martae dum tak aaj bhi aap mere pass ho papa.
Gudiya aapki hamesha aapko yaad keregi na kabhi badli thi aur na badlegi inhi yaado ke saath aapko naman kerti hu👏
                    Written by
                  Raksha Bhandari