Nojoto: Largest Storytelling Platform

begaana sa ye mausam hme apna lagne lga ek pal j

begaana sa ye mausam hme apna  lagne lga 
ek pal jo milna apse hmara hone laga
khubsurat se waadiyo m hm yun kho se gae
deedar e husn jab s apka hone laga 

azad panchhi ki Tarah hme to Udaan bharna tha
hme  to ek din aasmaan tk phuchna tha
Unke nazro key har kone se Kahi dur
hme to khd ki zindgi me  Ek  mukaam banana  tha

is dil key aashiyane me kai ghr ujarta maine dkha hai
maine apno ko hi apno se dur hota dkha hai
is zindagi ke kai fasano me hi maine
insan ko insaan se hi majboor hota dkha hai
maine apno ko apno se hi dur hota dkha hai.... chand muktak..independent lines#Like share and #Comment #Nojoto #Prateek