Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mai hoon ek aaina, Is samaaj ki galtiyan dohrata h

Mai hoon ek aaina, Is samaaj ki galtiyan dohrata hoon
Sadko pe jo suni, Wahi gaaliyan dohrata hoon

Sahi aur galat ka farq, Samjhaya is samaajh ne
Jab samajh me aayi dunia, Fir usi samajh pe aitraaz jatata hoon

Kuch kitabe padhi maine, Logo se mila bhut
Har tazurba kar ke mai, Is samaaj ki hansi bhi udata hoon

Mohabbat mujhe mere mulkh se, Marne Ko bhi taiyaar hoon
Rooz akhbaar ke panne palatkar, Kuch aansoo bahakar so jata hoon #Nojoto #NojotoHindi #HindiPoetry #TST #Kalakaksh #2Liner #Shayari