kitne log kitni kahani kitne mouh kitni zubani na kar tu parwah duniya ki socha hai to kuch kar ja darr mat aage badh ja duniya ka kya hai woh na hai tujhe pehchani log to rokte hai jee bhar ke tokte hai kuch apne hi hai jo samjhte hai... hausla dete hai bas naam kar unke hi apni yeh kahani kitne log kitni kahani kitne mouh kitni zubani by Dr Ashish Mitra ©️ #LastDay #believeinyourself #doittoday