Nojoto: Largest Storytelling Platform

Iss duniya mein apna bolke kuch nehi ha. Jo aaj ap

Iss duniya mein apna bolke kuch nehi ha.
Jo aaj apna ya mera soch rahe ha woh kal kisi aur ka hoga! 
Samay aane pad, kab aapna ho jaaye padaya or kab padaya ho jaaye apna pata nhi chalti! 
Khaali hath aaye the aur khali hath jaayegen..
Insaan haar cheez aur haar rishte ko apna samjh lete ha!! lekin apna bolke kuch nhi hota!! Bas kuch samay ki khel kahlo...Iss Moh Aur Maya k jaal me faasein hue ha hum sabhi aur issi karan sab kuch saach aur asli maan rahe ha lekin jo ki ha he nehi aisa. Aur issi jaal se nikal pana muskil hain... 
Log zdya dusro se umeed kar baithtte hai, tabhi woh takleef ya dard me rahte ha aur dil toottaa hain... 
Koi bhi cheez had se zdya hone pad, takeef, dard, padeshaani bhi zdya he deti ha!!! 
Insaan zdya dusro k kamiya, kharabi ko dhundne lagte ha ya dekhte ha, lekin yeh bhul jaate, unke aandar bhi kamiya aur kharabi hote ha!!! Jo insaan dusro ko zimmedaar thahrate ha, khud ki khusi ya shaanti na milne pad woh khud murkhta ke parichaay dete ha!!! 
Sabhi apni soch aur nazariya aur karam or kismat k waja se bhugatte ha naaki kisi aur k karan 
Sachhaayi yehi hain chahye ap maano ya nehi maano🙏🙏

©MagicalSoul #TruthOfLife #Sachch 

#moonlight

magical7718

MagicalSoul

Silver Star
New Creator
streak icon1