ye raat usse kahna wojo door bht door basta hai use koi yaad karta hai or behisaab karta hai usse kahna jab wo kisi aur ke sang hsta hai to fir door kahin door kisi ka dil dhadkta hai or jab wo udaas hota hai to fir door kahin door kisi ke aankho se lahu barsta hai ye raat usse kahna jise wo chor gya tha jise wo tod gya tha wo aaj bhi tere aas pass basta hai terepass pass basta hai... @nu #yeraat