Nojoto: Largest Storytelling Platform

bikhre hue the khwab mere tune un kawabo ko sajan

bikhre hue the khwab mere 
tune un kawabo ko sajana sikha dia
bahki hui si thi pahle mai 
tune mujhe sambhalna sikha dia
sukhi hui patto ki tahar bejar si thi jindgi 
teri roshni padi to mano jaise rangeen si ho uthi ye jindgi
har lamhe ko yaadgaar bana kar 
naye kali ki tarah tune mujhe khilna sikha dia
tu sath nahi phir bhi lage tu mere paas hi hai 
ye tu nahi jana tere pyar ka ahsaas hi hai 
jo shyad dunia k lie pagalpan lage
par mere lie tu ab bhi khaas hi hai 
tujhe sukriya to ada nahi kar paai
par mere lafzo me ab bhi teri hi baat hai #kuch naya