● Meri yadoan ke aaine mein' dhundhla dhundhla sa kuchh aur bhii hai..Shayad woh uthta huaa dhwaan hai' miloan ki chimniyoan se uthta huaa dhwaan....Shayad woh shoar hai machinoan ka.. lekin sachchaai ke ghup andhkar mein har drishya bikhar chuka hai..Sannate ki banjar zameen par zakhmoan ki fasal ke siwa kuchh bhii nahin..Lal Imli kii darakti dewaaroan kii tarah hii main bhii sisak rahi hoon..Kisi masiha kii muntazir..Samaya kii saleeb par dard se karahti huii..Lekin main phir bhii Zinda hoon abhii..!! ( Script written Anchored & Voice Over by..Shinawar) It's a part of documentary..Kyunki Main Zinda Hoon Abhii... ● The Clock Tower of Lal Imli.. " Kyunki Main Zinda Hoon Abhii..!!