Nojoto: Largest Storytelling Platform

Na jaane kyu tum apni si lagti ho.. Jo kabhi socha

Na jaane kyu tum apni si lagti ho..
Jo kabhi socha karta tha na bus bilkul
 us adhure sapne si lagti ho..
Yaar Jab tum hansti ho na toh sab khil sa jaata hai.. 
Aur jab tum udaas hoti ho pata nahi kyu sab dhal sa jaata hai..
Na jaane kyu tumhe sunne ke liye main din din bhar intezaar karta hun..
Kya main wahi Adi hun jo kabhi kahta tha ki main toh bas khud se pyaar karta hun.. Na jaane kyu.. Adhura hun main bin tere