Nojoto: Largest Storytelling Platform

White 🌿🌱🌎prakriti man 🌎🌱🌿 mission life grea

White 🌿🌱🌎prakriti man 🌎🌱🌿
mission life 
great green Bharat   .a.k.d
yah pura world jaanta hai 
Pani Sabse badi samasya hai 
sans lene ke liye shuddh
 hawa nahin hai 
Mausam din pratidin 
Parivartan kar raha hai 
Manav Kudrat ke sanket 
ko samajh nahin pa rahe 
Prithvi per hota hua Vikas 
aur prakriti mein failta hua jahar 
yah hamen mrutyu ki taraf lekar 
ja raha hai 
kahin bahar a jaati hai 
to kahin per Pani ki strot hi nahin 
plastic ka badhta hua pradushan 
baithati Hui mahangai 
yah samasya harit  
Desh ki hai...

©anup.ji.star
  #sad_shayari 
#mission life #great grand Bharat. .#World Cup jivan ka 
#prakriti man
anupdwivedi4698

anup.ji.star

New Creator
streak icon8

#sad_shayari #Mission life #great grand Bharat. .#world Cup jivan ka #prakriti man #विचार

99 Views