In anjaano ki mehfil mei, kisi apne ka aana baaki hai.. Mujhe tujhse pyaar hai , bss ab tujhe btana baaki hai.. Yun to apni berbaadi ka pura intezaam kr diya maine, ab bss tujhse dil lgana baaki hai.. # Baaki hai