akasar. dua krta hu.. Fazar ki.... K koi.. tassli mile.. mujhe uske Ishq K sahar ki.. yad zahar.. me uski aankhe aati hai.. mere dil ko khuda se vhi milati hai.. ab asar jesa.. asar uska bhi hua hai.. vo hai to dil hai Vrna dhua hai.. margib K sath m uske pyar ki dua padhta hu vo mile har Janam bs Yhi har waqt khta hu.. ab waqt hua isha ka.. to yad uska inkar Aata hai. kbhi vo jo krti thi.. vo vado ka.. Aitbar Aata hai. ©amit soni #RAMADAAN #vomeridua