suna hai woh raton ko jaga krta hai. usy kehna soty hum bhi nahi... suna hai woh chup chup ke rota hai. usy kehna hansty hum bhi nahi.. suna hai woh mujhy yad buhat krta h usy kehna bholy hum bhi nahi.. suna hai us ne wafa ka dawa kia ha usy kehna bewafa hum bhi nahi.. poem hindi,urdu