Nojoto: Largest Storytelling Platform

Chal aaj ek purana hisaab karte hai Jo bhi gile-si

Chal aaj ek purana hisaab karte hai
Jo bhi gile-sikhve hai dil mein
Teri yaadon ke saath, aaj unhein bhi azaad karte hai
Maana saath manzil tak hum aa na sake 
Par jo kuch kadam saath chale
Uska sukarguzaar karte hai
Kabhi mile kahi toh muskura kar 
Lamhein asaan karte hai
Chal aaj ek purana hisaab karte hai... #zindagithodiasaankartehaii