किस रास्ते है जाना, kis raste se jana , main nahi anjana. uss do pakke raste jata nahi mere mamjil tak, hum to wakif bhi nahi in do rasto se.. iss do raste ki sine ko chir kar shuru hui jo hariyali ghaas ki maidan.. jana hai mujhe ishi rasto se kyoun ki iss raste jata hai mere manjil tak.. jata hai mere gaon tak, mujhe najar aa rarha hai issi raste ki paar hai mera gaon wahan mera ghar paribar hai, meri ma mere intezaar me hai... jahan aaj bhi mitti ki diya jalti hai han mujhe jana hai iss hariyali ghass ki rasto se...