Uhi jo teri balkoni se. . Wo jo bagicha dhikhta hai. . Beatha mai har shaam jaha. . Uhi rahe teri takta hu. . Jo tu apni shakhi shang aa jaya karti hai. . Dhekhti toh tu bhi mujhe hai, Bas sharma jaya karti hai, Jo wo hizab tu bhandhe chahre pe, Katil aankho se mushkurati ho, Bas phir. . Khuda kobek nazar dhekhne k baad, Tujh par mar mitne ki chahat aati hai. Kuch nazar tu apne ush shakhi se bhi chupati hai, Hizab jo bhandhe chahre pe, Mushkura toh tu bhi jati hai. Beath ush bagiche mai haar din, Duaa khuda ki hasrat karta hu, Haata du hizab tumhare chahre se, Or Chand ko sharma du, Tumhare hooto ki hanshi bas Ek jhalak dil ko lga du. Mujhe dhekh wo jo khud ko band kar dete ho, Hotho par mushkan toh mere liye hi rakhte ho, Wo jo chup chup baar baar mujhse nazre churana, Khuda ki rahmat hai Mera you hii tere shamne aa jana, Khuda ki ek rahmat ho jaye, Mere beachen si zindgi mai tu jo mere ho jaye, Parwane khuda ki kasam, Shanse kaam par jayegi, Par muhabbat mere kabhi kaam na ho payegi. . . . . . Mayank Teri balcony. .