Nojoto: Largest Storytelling Platform

jra suno - likhna h kuch pr alfaaz nahi jeene ki d

jra suno -
likhna h kuch pr alfaaz nahi
jeene ki dhun k pr koi saaj nhi
ghumta hu akela awara sa main
pr na jaane q mri rooh azaad nahi
aaj bhi tera badal jana ek sawal hai 
pr mere paas iska bhi jawab nahi
ab adhuri si nind h aankhon me
par khair ab bo saare khwab nahi #jra suno
jra suno -
likhna h kuch pr alfaaz nahi
jeene ki dhun k pr koi saaj nhi
ghumta hu akela awara sa main
pr na jaane q mri rooh azaad nahi
aaj bhi tera badal jana ek sawal hai 
pr mere paas iska bhi jawab nahi
ab adhuri si nind h aankhon me
par khair ab bo saare khwab nahi #jra suno