Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mujhe log kehte hain kam karo Ye ghoroor tumko dub

Mujhe log kehte hain kam karo
Ye ghoroor tumko duboega
Ye ghazab ki aankh rakhte hain
Meri khamshi sabhi yahan
Ghoroor mera samahjte hain
Unhe shoq haina to aae na
Mujhe uske saamne dekh len
Ek pisa hua sua badan lie
Ek thaki hui si nazar lie
Koi apne sar ko jhukae hai
Zubaan hai par sada nahi
Kisi hosh ka bhi ptaa nahi
Koi dekh le gar dikhai de
Wahi shaksh hai koi aur hai
Jise tohmato ne mita diya
Ya aashqi ke bukhaar ne
Chup chap jeena sikha diya
Unhe shoq haina 
To aae na
Mujhe dekh le
Mujhe log kehte hain kam karo
Ye ghoroor tumko duboega
Ye ghazab ki aankh rakhte hain
Meri khamshi sabhi yahan
Ghoroor mera samahjte hain
Unhe shoq haina to aae na
Mujhe uske saamne dekh len
Ek pisa hua sua badan lie
Ek thaki hui si nazar lie
Koi apne sar ko jhukae hai
Zubaan hai par sada nahi
Kisi hosh ka bhi ptaa nahi
Koi dekh le gar dikhai de
Wahi shaksh hai koi aur hai
Jise tohmato ne mita diya
Ya aashqi ke bukhaar ne
Chup chap jeena sikha diya
Unhe shoq haina 
To aae na
Mujhe dekh le
saqibhumraaz7609

Saqibhumraaz

New Creator