Nojoto: Largest Storytelling Platform

_*BAATEIN*_ Aa baith pas tujhse kuch baatein karn

_*BAATEIN*_

Aa baith pas tujhse kuch baatein karni hai,
Kuch tera sunna hai kuch apni kehni hai,

Yun to guzar gaya hai Waqt Hume mile
Par ab bhi hai janna tujhe kuch sharartein karni hai

Tujh se mil ke zindagi badal si gayi hai
Paake tujhe na khone ki ibadat karni hai

Haan hum Milte to yun roz hai tujh se 
ab mil ke kuch shikaytein karni hai

Kuch tera sunna hai kuch apni kehni hai.

©Archita Srivastava Baatein ❤️ ❤️ 

#luv #alone #Loneliness #baatein #nojo #nojohindi #archi59