aaj fir khyaal aaya uska chupke se dil poochh aaya haal uska or bata raha hai dil mera woh to bhool gyi chehra bhi tumhara fir kyu yaad kar rahe ho tum chehra uska or dekha khuss bohot thi woh kisi or ke sath jo hath kal tak tumhara tha aaj koi or pakde khada tha haath uska aaj koi or pakde khada tha haath uska ©RamArora aaj fir khyal aaya uska #HeartBook