lafzo ki Tarah mujh se kitabo mein mila kar, duniya ka tujhe dar hai toh kitabo mein mila kar, mausam hai barsaat ka bundo mein mila kar Khushboo hwao mein ghule bahro mein mil kar, phulo se toh khushbu ka taluk hai..tu mujh se mahek ban ke gulabo mein mila kar, mein bhi hu bashar mujh ko bahek ne ka bhi darr hai.. iss waste tu mujh se hijabo mein mila kar....by sadiya Rauf suse... #mausam#one #shayari by sadiya