kash ki ye chandni raat yun iss kadar haseen na hui hoti... Na jane kitni haseenao ko bechain kiya h isne.... Aur na jane kitne hi aashiq ... Iski madhoshi me gum hokr apni aashiqi ko bhula hi na paye....!?! aashiqon ko unki aashiqi ka njrana.....