Unse mulakaaton k silsila thoda kam hogya, Chaah k bhi milna ab muskil hogya. Kya huwa ?? Pucha usne k kya huwa. Mere labz khamosh rhe Par dil ne kaha, Tera pyaar mere dil se kbhi km ho naska Chaah k bhi mai tujhe Apna na kah saka...... tera na hone k baad bhi tera hi raha........