Kuch logo ki kitab me Nam bura aa gya Galti kya thi ye soch Pura sukoon kha gya Dusro ki zindagi mai Ujala krne nikli thi Sar utha ke dekha to gum ka badal mujpe hi chaa gya Zindagi or log bin mausam barsat hai Ye ehsas aa hi gya Gum ka badl mujpe hi chaa gya just a thought ❤