White baki sab bhool jana chahta hu. bas sukoon ke 2 minute tumhe gale lagana chahta hu. dil❤️ ki dhadkan jo tej ho rakhi h use bs thoda aram dena chahta hu. bas sukoon ke 2 minute mai tumhe gale lagana chahta hu. zindagi ki is bhag daud se ab door jana chahta hu ha mai tmko bas 2 minute gale lagana chahta hu. (abhay❤️🔥❤️) ©Abhay sharma #love_shayari #storyofhumtum