Nojoto: Largest Storytelling Platform

Us sham tumhare sath,chand ko dekhte huye, Ek khya

Us sham tumhare sath,chand ko dekhte huye,
Ek khyal aya tha,socha tha btau tumko,
Ek sawaal aya tha,socha tha puchun tumse,
ki 
Kese karti hai niyati aese,
kese kisi ko ajnabi se apna bna deti hai,
pehle milati hai, phir kuchh mehsoos krati hai,
phir na jane kab kisi ko, itna khas bna deti hai,
vo jo sabse aziz hone lagta hai,
vo jo dil ke itne kareeb hone lagta hai,
uski ek jhalak dil ko sukoon deti hai,
vo mujhe kab kese kahan mili,
ye sab yaad to rehta hai,
par dil ne uski zid kab shuru ki,
 iska thos subut nhi milta hai,
kese milati hai niyati jivan ke do sathi ko,
 kisi mod par, humesha sath nibhane ko.

©Dia love
#Nojoto 
#nojotohindi  Niaz (Harf)  ज़ख़्मी हर्फ़  Anshu writer  Madhusudan Shrivastava  KARAN.MITTAL.DEVRAJ

dia1722118908847

Dia

Silver Star
New Creator