Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bhatka parinda udd hii gya... Ik parinda tha naam

Bhatka parinda udd hii gya...

Ik parinda tha naam tha Rohit,
Jiski intelligence pe sab teachers the mohit,
Bachpan ka yeh safar mauj masti m guzra,
Ache school results se logon ke dil pe kiya usne mujra,
Jese jese umar badhti gyi,
13 se lekar 17 saal kii umar hui,
Clarity confusion mei badalti gyi,
Padhai uske haath se chuutati gyi..
Society kii baat sun usne liya non medical,
Nahi hota tha usse koi science practical,
Ek aesa parinda ban chuka tha vo,
Jiske pankh toh the par lakshya nhi tha,
Gunn toh tha par interest nhi tha
Dheere dheere padhai se samparkk tuutataa gya,
Pehle padhaai fir dost,
Dheere dheere sab kuchh chuutataa gya
Ese m usne ki writing shuruu,
+2 ke baad papa se kha usne,
Papa m writing krna chahta huu,
Papa nhi maane kehte galat raasta chunn rha h tu
B.tech m abhi mann lga,
Uske baad jo krna chahta h krke dikha.
22 m btech khtm hui,
Khtm hote hii usey naukri milii,
Par uss bhatke parindey ko kon samjhaye,
Kii uski khushi kisseey h judii.
Ro ro ke naukri ki,
Naukri m uski life uljhi,
1 saal baad naukri chodii,
Jab usne akhbaar pdi,
Jisme likhi thi uske kaam kii cheez...
Aao aao writing fest m apni novel dikhao,
Darshakon ka interest jagao,
Apne skill se mashhoor ho jao,
Apna sapna puura kar dikhao..
Papa ne poocha naukri chodne ka kaaran,
Usne btaya iska reason,
Kaha papa m writing krna chahta hun,
Writing krke apni life badalna chahta huun..
1 maheena usne free hoke novel likha,
Darshakon mei uska novel bikha,
Fest m uski charchaa hui,
Uske baad se uski life chamki..
Ajj boht bda writer hai rohit,
Jiski writing pe saari duniya hai mohit,
Apne sapne ko saakaar kiya,
Bhatka parinda ab udd hii gya..
Bhatka parinda ab udd hii gya...

End of story...... #bhatkaParinda,#inspirationalstorycumpoem,#inspiration