Aisa kya huva ki tujhe meri baeloosh mohabbat bhi yaad na aye.. Kya tujhe zindagi kae jamaeloon nae itna jaakar liya hai Ya waqat ki sazish nae apni zad mai pakar liya hai. Kya tu waqiyae majboor hai ya aadatan muj sae door hai Kya meri yaad itni kamzoor hai Ya kisi apnae ka saath aur hai. ऐसा क्या हुआ #kyahua #collab #yqbhaijan #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Bhaijan