Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo maa hi thi jis ne tham kar ungli chalna sikhaya

Wo maa hi thi jis ne
tham kar ungli chalna sikhaya tha,
Usne Meri gungi zubaan se 
nit-naye lafzo ko nikala tha,,,
Wo maa hi thi jis ne 
zindagi ka pehla sabaq padhaya tha,,
Galti karne par maar kar
har chot par khud marham lagaya tha,,,
Wo maa hi thi jis ne 
mehaz matha chu kar bukhar bataya tha,,
Sardi se ukhadti sanso ko dekh,
Apne hatho se seene me tel lagaya tha,
Bina pain killer ke hi usne , 
jadui ungliyo'n se dard-e-sir bhagaya tha,,,
Aaj bhi yaad hai mere gamo'n ko samet kar,,,,
Maa ne Ashko se apna bhi daman Bhigoya tha,,,
Yaad ban kar reh gayi hai meri ankho'n mein,,,
Maa ko khuda ne mujh mein hi to sinjoya tha,,, Jag soona soona laage re....

#mother #maa #feelings #लगताथा #life #love  #yqbaba #yqdidi

arshansari6017

Arsh Ansari

New Creator