Smile Muskurahat un logo ki bhi hai jinhe hum dhang se dekhte nahi khushi un logo ki bhi hai jinki aankhon mein hum kabhi jhankte nahi Mukummal na hai kisi ka bhi Jahaan is Dunia mein Par zindagi to unki bhi hai jo bezubaan bol sakte nahi! #Smile #life #khushi #poem #meaningful #speechless