Nojoto: Largest Storytelling Platform

ek wakt aisa bhi aata hai ki hamein sochna pad ja

ek wakt aisa bhi aata hai 
ki hamein sochna pad jaata hai 
ki maine kiya kya hai meri galti kya hai
or main aisa kya karu
bass yahi sab khayal man mein chalta raheta hai
or phir hamein hamesha ke liye
bichhadna bhi padna hota  hai
or bichhadna  to kuddrat ka niyam 
hai🥺🥺🥺🥺

©@As anish singh
  #bichhadna to #kuddrat ka #niyam hai