Nojoto: Largest Storytelling Platform

# ۞ Hadees: Ka’ab (R.A) se riwaya | English Video

۞ Hadees: Ka’ab (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

❝Momin ki Misaal paudhey (Plant) ki pehli nikli hui hari Shaakh jaisi hai ke jab bhi hawaa chalti hai usey jhukaa deti hai phir wo seedha ho kar Musibat bardasht karne me kamiyab ho jata hai aur Badkaar (hypocrite) ki Misaal Sanobar ke Darakht (pine tree) jaisi hai ke sakht hota hai aur seedha khada rehta hai, yahan tak ke Allah (Rabbul Izzat) jab chahta hai usey ukhaad kar phaink deta hai.❞

📕 Sahih Bukhari, Jild 7; 5644

۞ Hadees: Ka’ab (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Momin ki Misaal paudhey (Plant) ki pehli nikli hui hari Shaakh jaisi hai ke jab bhi hawaa chalti hai usey jhukaa deti hai phir wo seedha ho kar Musibat bardasht karne me kamiyab ho jata hai aur Badkaar (hypocrite) ki Misaal Sanobar ke Darakht (pine tree) jaisi hai ke sakht hota hai aur seedha khada rehta hai, yahan tak ke Allah (Rabbul Izzat) jab chahta hai usey ukhaad kar phaink deta hai.❞ 📕 Sahih Bukhari, Jild 7; 5644

37,631 Views