Kabhi hansi to kabhi Khushi ka mela hai pita.. Kabhi Kitna tanha aur akela hai pita.. Maa to keh deti hai apne dil ki baat.. Par jo sab kuch samet kar aasman sa faila hai wo hai pitaa... 😊 ©Md Nahim Aasman se faila hai pita😊 #FathersDay