Nojoto: Largest Storytelling Platform

Na ham thakne wale hai, Na ham rukne waale hai,, M

Na ham thakne wale hai,
Na ham rukne waale hai,,
Mehnat ka rang Mehndi k rang jesa hota hai,,
Lagne ke baad bhot der tak rehta hai,,
Shabdo m kese btaaye is mehnat ke raaz ko,,
Aage badhta hua dekha hai hmne Bharat ko,,
Har din har Raat ham mehnat karte gaye,,
Har pal har shan ham aage badhte gaye..

Na ham thakne wale hai, Na ham rukne waale hai,, Mehnat ka rang Mehndi k rang jesa hota hai,, Lagne ke baad bhot der tak rehta hai,, Shabdo m kese btaaye is mehnat ke raaz ko,, Aage badhta hua dekha hai hmne Bharat ko,, Har din har Raat ham mehnat karte gaye,, Har pal har shan ham aage badhte gaye.. #Vikram #proudtobeindian #isro #chandrayan

Views