Nojoto: Largest Storytelling Platform

samparak toota hai par honsla nahi toota aasman

samparak toota hai 
par
 honsla nahi toota
aasman se hmara naata nahi choota
kya hogya agr hogyi 
saari koshishein naakam
fir uthenge fir chalenge
din raat hum fir jalenge
kandhe se kandha milakar
naakamio  ko door bhulakar
firse lgake saara gyan
payenge apna khoya samman
fir takraenge aasman se
leke apna teesra chandaryan..

(Chandaryan-3)
-Mohit_Attri #chandarayan
#we_are_with_u_isro..
#jai_hind...👍

samparak toota hai 
par
 honsla nahi toota
aasman se hmara naata nahi choota
samparak toota hai 
par
 honsla nahi toota
aasman se hmara naata nahi choota
kya hogya agr hogyi 
saari koshishein naakam
fir uthenge fir chalenge
din raat hum fir jalenge
kandhe se kandha milakar
naakamio  ko door bhulakar
firse lgake saara gyan
payenge apna khoya samman
fir takraenge aasman se
leke apna teesra chandaryan..

(Chandaryan-3)
-Mohit_Attri #chandarayan
#we_are_with_u_isro..
#jai_hind...👍

samparak toota hai 
par
 honsla nahi toota
aasman se hmara naata nahi choota