mana ki jindagi mushkil hai fir bhi jine ko dil karta hai mana ki is janha me mushkile kai h par key kare yhi jine ka sahi dhang hai badalte Mausam ki tarah kat jate hai sare waqt yhi jine ka dhang hai khushi thode waqt ka sahi khud se puch liya karo key sach me yhi jine ka dhang hai ©hema Uk zindagi jid ki #Dussehra