Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo ek nanhi si jaan thi Jo shayad kisi maa ki pyar

Wo ek nanhi si jaan thi
Jo shayad kisi maa ki pyari si muskan thi
Shayad wo kisi baap ka Farz thi 
Shayad wo is desh ka aane waala kal thi
Par kisi jalim ne use apni gandi nazron se dekh liye
Us par apne napaak iradon ka jaal fekh diya
Bechari Masoom usme fas ke rah gai 
Na jaane wo us mushkil ghadi me kitna kuchh sah gai
Ho gai wo us haivaan ki havas ka shikar
Is dushkarm par ho gaya ab saara desh sarmshar
Karjdaar ho gaya h saara desh us Masoom ka
Ho gayahai khoon fir se ik baar insaniyat k usool ka #justive_for_Asifa #nojoto