Agar life Ko jeena h , to khush Rehna chahiye.. Kuchh chaho or wo na mile to muskurana chahiye.. Agar koi hath milaye to sath nibhana chahiye... agar halat ho kharab kisi k to uska sahara banna chahiye...jeevan hi to h. jo kabhi kisi k kam ana chahiye.. kisi k Kam ana chahiye...