Tera beta desh ka sipahi hai Isse badkr maa tere liye maan kya hai Tiranga bnega mera kaffan tirange k saath hi main daffan Isse badkr maa tere liye samman kya hai Bs maa tu rona mat mere shahid hone k baad Main chain se jaa nahi paaunga tirange mein liptne k baad Maa aaj mujhe bhi kaam se aram ho gya Aaj tere bete ka bhi desh k shahido m naam ho gya Maa ye mt sochna teri kokh suni ho gyi tera beta mar gya Maa Aaj tera beta saare bharatiyo k dil pr raaj kr gya Bs maa tu rona mat tu rona mat mere shahid hone k baad Main chain se jaa nahi paaunga tirange mein liptne k baad Maa dil to nahi karta tujhe yu chhodkr jaane ka Main Wada krata hu agle janam mein teri hi kokh mein aane ka Mera koi irada nahi tha tujhe stane ka Maa mera sach mein koi irada nahi tha tujhe rulane ka Bs maa tu rona mat mere shahid hone k baad Main chain se jaa nahi paaunga tirange mein liptne k baad Aksh देश के शहीदों के लिए अश्रुपूरित श्रद्धांजली #IndianArmy ye desh shahido ko hmesha yaad rkhega