Nojoto: Largest Storytelling Platform

White maa babuji main kuchh kahna chahti hun apse

White maa babuji main kuchh kahna chahti hun apse fir kabhi kah paun ya nhi ya bolne ke liye main na rhun ya sunne ke liye aap aaj dil kar rha h bol dun dil ki baat ..main yha khush hun par apki kami koi puri nhi kar skte ..maine apko apni khusi ke liye bahut dukh diye .apke khilaf jakr yha tak aai. main khush bhi hun par jab bhi apki kmi or yad aati h aankh nam ho jati h. lgta h kbhi aap mujhe maaf kroge bhi ya nhi ..main kbhi apse mil paungi bhi ya nhi ..galti ki hun na apki najar me tbhi main apse kbhi njar nhi mila pa rhi. pta ni apko meri yaad aati bhi hai ya nhi par please mujhe maaf kar dijiye... sorryyy🙏😢

©Alone life sorryyy

nojotouser1735998932

Alone life

New Creator