Ye story ek gangster ki hai jo apni manzil ko pana chahta tha par usne galat rasta chun liya (last k kuch shabd jo usne kaha tha) Sapne me mere uchai thi aur Khwaab dekha tha udne ka Par pankh na tha mere paas un parindo ki tarah.. Bhaag raha the manzil pane ko aur maza bhi liya girne ka. Haar na mana phir bhi maine un parindo ki tarah. Aaa to gya door bahut par sukoon na tha bechaini ka.. Socha laut jaun ghar ki oor un parindo ki tarah Saansein meri tham rhi thi par waqt bhi tha khushi ka.. Samjh gya mujhe udna hai ab un parindo ki tarah.. (Silent ocean) सुप्रभात। इन परिंदों की तरह हम, अपने पर खोल के आकाश में उड़ान भरें। ख़ुद को आज़ाद करें। #परिंदोंकीउड़ान #collab #yqdidi #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Didi#parinda #gangster #sad