Dar iss baat ka nhi ki maut aa jaaegi Dar iss baat ka h ki usse pehle jee paaungi ya nhi. Dar iss baat ka nhi ki sb kuch khatma ho jaaega Dar iss baat ka h ki khwaahisein puri kr paungi ya nhi. Dar iss baat ka nhi h ki sbko chhor jaaungi Dar iss baat ka h ki kisi paraye ko apna bana paungi ya nhi. Dar iss baat ka nhi ki akele ho jaaungi Dar iss baat ka h ki maut se pehle ki tanhai seh paaungi ya nhi. #Dar#Death